Subscribe Us


Is karam ka karu shukr kese ada

Is karam ka karu shukar kaise ada
Jo karam mujh pe mere nabi kar diya
Mai sajatahu sarkar ki mehfile
Mujh ko har gam se rab ne bari kar diya

Zikre sarkar ki hai badi barkatein 
Milgayi raah haate azmaate rifaate
Mai gunah gar tha be - amal tha magar
Mustafa ne mujhe jannati kar diya

Lamha lamha hai mujh par nabi ki aata
Dosto aur mangu mai maula se kya
Kya ye kam hai ke mere khuda ne mujhe
Apne mahboob ka ummati kar diya 
Is karam ka karu shukar kaise ada

Jo dar e mustafa ke gada ho gaye
Dekhte dekhte kya se kya ho gaye
Aisi chasme karam ki hai sarkar ne

Dono alam ne unko gani gar diya


Jo bhi aaye hai mehfil mein sarkar ki
Hazari mil gaye unko Darbaar ki
Koi Siddiq, Farooq Usma hua
Aur Kise ko Nabi ne Ali Kar diya

Is karam ka karu shukar kaise ada


Post a Comment

0 Comments