Subscribe Us

Dr. Sarvapalli radhakrishnan A Short biography



Why we celebrate Teachers day?


https://alphamix1.blogspot.com/p/blog-page_4.html?m=1


        Dr. Sarvapalli radhakrishnan ka janam 5 september 1888 me Tamilnadu ke Tirupati gaon (Madras) me ek brahman parivaar me hua tha. Unke purkhon sarvapalli naam ke ek gaon me rehte the is liye Radhakrishnan ke parivar ke sabhi log apne naam ke Aage sarvapalli upnaam lagate the. aap ke pita kaa naam Sarvapalli Viraasvani or maa ka naam sSitamma tha. Radhakrishanan 4 bhai or 1 behen thi.

         Radhakrishanan ne graduation exam arts streme me 1904 me first division  se pass ki. unhone bible ka adhyayan bhi kiya.
   
   1916 me Radhakrishnan ne darshanshahstra me M.A kiya or madras college me darshanshahtra ke sahayak pradhyapak post ki nokri paa li. apne lekho ke zariye puri duniya ko bharatiya darshan shahstra se parichit karvaaya.

      1903 me 16 saal ki kam umar me unka vivash Sivakamu se ho gaya us waqt unki patni 10 saal ki thi. unko Telugu bhasha ka achcha gyan tha.1908 me Radhakrishnan ke yaha ek beti ka janam hua.

      1947 me apne gyan or pratibha ki waja se Dr.Sarvapalli Radhakrishanan ko sanvidhan nirmatri sabha ka sadasya banaya gaya.

      14-15 August ki rat 12 baje azadi ka aelaan krne wale the iski jankari sirf radhakrishnan ko hi thi. Jo meeting der rat tak chalti thi usme radhakrishanan rat 10 baje tak hi hissa kete the kyunke unke sone ka waqt ho jata tha.

1952 me Soviyat sangh banne ke bad Dr.Radhakrishnan ko sanvidhan ke antargat Uprashtrapati ka ek naya pad srujit kiya gaya.
Pandit Nehru ne unko ye pad dekar sabhi ko chonka diya.

Dr.Radhakrishnan ne kushaltapurvak apna karya kiya. sansad me sabhi ne unke karo ki sarahna ki.inke vinodi svabhav ke karann aj bhi log unhe yaad krte hain.

     1962-67 tak Dr.radhakrishanan ji ne bharat ke dusre rashtrapati ke rup me karyakaal smbhala.


    British sarkar ne 1913 me Dr.Sarvapalli radhakrishann ko "Sir" ka khitab ata kiya. 1954 me uorashtrapati banne paraap ko bharat ke pehle rashtrapati  Dr.Rajendra prasad ne desh ka sanmaan "Bharat Ratna" puraskaar se sanmanit kiya.1975 me apko ameriki sarkar ne "Templeton" puraskar se sanmanit kiya.is puraskar ko pane wale wo pehle insan the.

  Dr.Sarvapalli Radhakrishnan ki mrityu 17 april 1975 ko ek lambi bimari ke  bad hui. shiksha ke shetra me unka yogdan hamesha saraha jaega. unko sanman dene ke liye har saal 5 september ko " shikshsk divas " ke tor par pure desh me manahya jata hai. aor is din best teacher ko sanmanit bhi kiya jata hai.



Dr. Sarvapalli radha krishnan ke kuch vichar



  •        शिक्षा का परिणाम एक मुक्त रचनात्मक व्यक्ति होना चाहिये जो ऐतिहासिक परिस्थितियों और Prakrutik aapdaon के विरुद्ध लड़ सके।

  •        पुस्तकें वह साधन हैं जिनके माध्यम से हम विभिन्न संस्कृतियों के बीच पुल का निर्माण कर सकते हैं।

  •        किताबें पढ़ने से हमें एकांत में विचार करने की आदत और sachchi khushi मिलती है।

  •        Shikshak wo नहीं जो छात्र के दिमाग में तथ्यों को जबरन ठूंसे, बल्कि वास्तविक शिक्षक तो वह है जो उसे आने वाले कल की चुनौतियों के लिए तैयार करें।

  •        भगवान की पूजा नहीं होती बल्कि उन लोगों की पूजा होती है जो उनके नाम पर बोलने का दावा करते हैं।

Post a Comment

1 Comments

Text us, we will reply soon.
Team Alpha